Azwaaj-e-Mutahiraath🌹

Nabi e kareem sallallahu alaihi wasallam ki 11 biwiyaan thi onko azwaaj-e-Mutahiraath aur ummahaath ul momineen bhi kaha jata hai

onhi biwiyon ki zindagi ke mutallik kuch ahem malomath ye hai

Inka naam : Khadija binte khuwaylid

Shadi ke waqt : bewa thi

pehle shohar ka naam : Malik bin nabash bin zarrara bin at-tamimi

Rasool ki umar shadi ke waqt : 25 saal

Inki umar shadi ke waqt : 40 saal

taarikh e nikah : 25 milaad

taarikh e wafath : 10 nabowath

mukammal umar : 65 saal

Nabi ke saath 26 saal 2 mah rahi

Inho ne koi hadees riwayath nahi ki

Inka naam : Sawda binte zam’a

Shadi ke waqt : bewa thi

pehle shohar ka naam : Sakran bin amr

Rasool ki umar shadi ke waqt : 50 saal

Inki umar shadi ke waqt : 50 saal

Taarikh e nikah : 10 nabowath

Taarikh e wafath : 22 hijri

Mukammal umar : 72 saal

Nabi ke saath 14 saal rahi

Inho ne 5 ahadees riwayath ki hain

Inka naam : Ayesha binte Abu bakr

Shadi ke waqt : kunwari thi

pehle shohar ka naam : —–

Rasool ki umar shadi ke waqt : 54 saal

Inki umar shadi ke waqt : 9 saal

Taarikh e nikah : 11 nabowath

Taarikh e wafath : 58 hijri

Mukammal umar : 66 saal

Nabi ke saath 9 saal rahi

Inho ne 2210 ahadees riwayath ki hain

Inka naam : Hafsa binte Umar

Shadi ke waqt : bewa thi

pehle shohar ka naam : Khunais ibne hudhafa

Rasool ki umar shadi ke waqt : 55 saal

Inki umar shadi ke waqt : 22 saal

Taarikh e nikah : 3 hijri

Taarikh e wafath : 45 hijri

Mukammal umar : 59 saal

Nabi ke saath 8 saal rahi

Inho ne 60 ahadees riwayath ki hain

Inka naam : Zainab binte khuzayma

Shadi ke waqt : bewa thi

pehle shohar ka naam : Abdullah bin jahash

Rasool ki umar shadi ke waqt : 55 saal

Inki umar shadi ke waqt : 26 saal

Taarikh e nikah : 4 hijri

Taarikh e wafath : 30 hijri

Mukammal umar : 84 saal

Nabi ke saath 8 mahine rahi

Inho ne koi hadees riwayath nahi ki

Inka naam : Umme salma binte Abu umayyah

Shadi ke waqt : bewa thi

pehle shohar ka naam : Abu salma

Rasool ki umar shadi ke waqt : 56 saal

Inki umar shadi ke waqt : 26 saal

Taarikh e nikah : 4 hijri

Taarikh e wafath : 30 hijri

Mukammal umar : 84 saal

Nabi ke saath 7 saal rahi

Inho ne 378 ahadees riwayath ki hain

Inka naam : Zainab binte Jahsh

Shadi ke waqt : Talaq shuda thi

pehle shohar ka naam : Zaid bin haris

Rasool ki umar shadi ke waqt : 57 saal

Inki umar shadi ke waqt : 36 saal

Taarikh e nikah : 5 hijri

Taarikh e wafath : 63 hijri

Mukammal umar : 56 saal

Nabi ke saath 6 saal rahi

Inho ne koi hadees riwayath nahi ki

Inka naam : Juwairiya binte Haarith

Shadi ke waqt : bewa thi

pehle shohar ka naam musafi bin safwan

Rasool ki umar shadi ke waqt : 57 saal

Inki umar shadi ke waqt : 20 saal

Taarikh e nikah : 5 hijri

Taarikh e wafath : 40 hijri

Mukammal umar : 65 saal

Nabi ke saath 6 saal rahi

Inho ne 7 ahadees riwayath ki hain

Inka naam : Umme habiba binte abu sufyan

Shadi ke waqt : bewa thi

pehle shohar ka naam : Ubaydullah bin jahash

Rasool ki umar shadi ke waqt : 58 saal

Inki umar shadi ke waqt : 36 saal

Taarikh e nikah : 7 hijri

Taarikh e wafath : 44 hijri

Mukammal umar : 73 saal

Nabi ke saath 6 saal rahi

Inho ne 65 ahadees riwayath ki hain

Inka naam : Safiya binte huyay ibne akhtab

Shadi ke waqt : bewa thi

pehle shohar ka naam : kinana bin abi al haqiq

Rasool ki umar shadi ke waqt : 59 saal

Inki umar shadi ke waqt : 17 saal

Taarikh e nikah : 7 hijri

Taarikh e wafath : 50 hijri

Mukammal umar : 60 hijri

Nabi ke saath 3 saal rahi

Inho ne 10 ahadees riwayath ki hain

Inka naam : Maymunah binte harith

Shadi ke waqt : bewa thi

pehle shohar ka naam : Abu ruhm bin abdul uzza

Rasool ki umar shadi ke waqt : 59 saal

Inki umar shadi ke waqt : 36 saal

Taarikh e nikah : 7 hijri

Taarikh e wafath : 51 hijri

Mukammal umar : 80 saal

Nabi ke saath 3 saal rahi

Inho ne 76 ahadees riwayath ki hain

Ye 11 khawatheen hi azwaaj-e-Mutahiraath hai aur ye thi inki kuch mukhtasar zarori malomath inke alawa jo hazrath mariya qibtiya ke bare aksar logon ka khayal hota hai ke vo azwaaj-e-Mutahiraath me se hai lekin vo azwaaj-e-Mutahiraath me se nahi hai vo aap sallallahu alaihi wasallam ko tohfe me Muqawqis ki janib se mili thi vo aap sallallahu alaihi wasallam ki baandhi thi inse aap sallallahu alaihi wasallam ne nikah nahi kiya aur inse allah ne aap sallallahu alaihi wasallam ko ek beta ata kiya jinka naam aap sallallahu alaihi wasallam nne ibrahim rakha

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *